Salah Training Workshop - Roman
Salah Workshop
Aao kamyaabi ki taraf
Sabse Pehla Amal jiska hisaab hoga Qayamat ke din hai Namaz, Namaz achi niklegi to saare Amal ache niklenge. Is wajah se bohot zaroori hai ki hum apni Namaz Durust karein.
Is Course mein Seekhein
- Namaaz ka Tareeqa
- Namaaz mein Khushoo aur Sukoon kaise
- Notes ke Saath
- Namaz ka Ta'arufi Fiqh
- Kuch Duaa aur Azkaar ki Meaning
- Practical Demonstration ke saath
- PPT ke saath
Salah Training Workshop - English
Salah Workshop
Come to Success
The first deed which will be accounted for on the Day of Judgment is Namaz. For this reason, it is very important that we correct our prayers.
We will Learn in this course
- The method of prayer
- How to bring Khushoo and Comfort in Namaz
- With Notes
- Ta'arufi Fiqh of Namaz
- Meaning of some Duaa aur Azkaar
- With Practical Demonstration
- With PPT
Seerat e Aeimma Wa Muhaddiseen
Ki Aeimma e Araba Kon Hain? Unki Zindagiyan kaisi guzrin?
Unhone Apne Zindagi mein Kis Tarah Ke Kaam Kiye?
Kya Aap Ye Jaante Hin?
Ki Hadees Ki 6 Mashoor Kitabein Kin Logon ne Likhi?
Unki Zindagiyan kaisi guzrin?
Unki Halaat e Zindagi Kya Hain?
Unhone Apni Zindagi mein Kon Se Kaam Kiye?
Aur Kis Tareeqe se Unhone Hadees ki Ye Kitaabein Likhin?
Ahadees ko Kaise Jama Kiya
Kitni mehnatein ki?
Kitni Pareshaniyan aur Mashaqqatein Bardaasht ki?
Agar Aap Ye Sab Jaanna Chaahte Hain to is Course mein Zaroor Enroll Karein.
Strong Foundation Course
Strong Foundation Course – Mazboot Bunyadein Course – ek aisa course hai jo Hamare deen ke sabse Bunyadi ilm ek aasaan aur Proof waale tareeqe se sikhaata hai.
Agar aap mein Deen ke sabse Bunyadi topics seekh kar doosron tak pohchaane ka jazba hai to ye course bilkul miss nahi karna chahiye.
English - Strong Foundation Course
Strong Foundation Course – Mazboot Bunyadein Course – ek aisa course hai jo Hamare deen ke sabse Bunyadi ilm ek aasaan aur Proof waale tareeqe se sikhaata hai.
Agar aap mein Deen ke sabse Bunyadi topics seekh kar doosron tak pohchaane ka jazba hai to ye course bilkul miss nahi karna chahiye.
Tawheed Study Workshop
- Woh Tawheed jiske bina koi bhi jannat mein nahi jaa sakta.
- Dunya mein Aman, Izzat aur Salamati paane ka ek hi tareeqa hai - Tawheed par wapas aana aur har tarah ke Shirk se bachna
- Allah ka Haq hai bandon par ki hum Tawheed par qayam rahein.
- Lekin log "Shirk" ke gunah mein is liye pad jaate hain kyunki woh shirk ko pehchaan nahi paate.
- Ye topic hamari zindagi ka sabse important topic hai. Is topic ko achi tarha se samajhne ke liye, hamein mehnat karna hi chahiye.
Tawheed - Intensive

Intensive - Strong Foundation Course - Roman
Ye Course specially un students ke liye hai jo, "Strong Foundation Course" ko aala mayaar ke saath karna chahte hain. Ye Course finish karne par aapko "Intensive" Course ki certificate milegi.
Agar aapne notes mein atleast Important marking waali Ayatein, Ahadees aur points yaad kiye hain to aap "Intensive exams" attempt kar sakte hain. Yaqeenan, Strong Foundation Course - Aqeedah aur Manhaj ka ek bohot important course hai. Agar aap is course ko aala mayaar ke saath karenge to In-sha-Allah aapko zaroor iska fayda haasil hoga.
Intensive - Strong Foundation Course - English
This course is especially for students who want to do "Strong Foundation Course" with high standards. Upon completion of this course you will receive a certificate for "Intensive" course.
You can attempt "Intensive exams" if you have atleast memorized the Ayaats, Hadiths and points with most important markings in your notes. Surely, Strong Foundation Course is a very important course in perspective of Belief (Aqeedah) and Methodology (Manhaj). If you do this course with High Standard then in-sha-Allah you will definitely benefit from it.